Ud Jaaun Re Ud Jaaun Re lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Amrapali (1945). Ud Jaaun Re Ud Jaaun Re Playful soundtrack was composed by Saraswati Devi with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).
Ud jaaun re ud jaaun re
Main to taaro ki mai to taaro ki
Duniya mein ud jaaun re
Ud jaaun re ud jaaun re
Main to taaro ki
Duniya mein ud jaaun re
Aaj jo main pankh kahi
Paaun re paaun re
Sapano ki nagari mein main
Ud jaaun re jaaun re
Taaro ko tod laaun re
Ud jaaun re ud jaaun re
Main to taaro ki
Duniya mein ud jaaun re
bharatlyrics.com
Dikhate hai dekho
Kitne pyaare pyaare
Nilam ki thaali me
Cham cham sitaare
Aapas mein khel rahe aankh micholi
Aapas mein khel rahe aankh micholi
Main man me lalchaaun re
Ud jaaun re ud jaaun re
Main to taaro ki
Duniya mein ud jaaun re
Meri jawaani ne kholi hai paankhe
Aaj milaavungi aaj milaavungi
Main chanda se aankhe
Chanda se aankhe
Chal mere manva aakash ki aur
Chal mere manva aakash ki aur
Main tujhape waar jaaun re
Ud jaaun re ud jaaun re
Main to taaro ki
Duniya mein ud jaaun re.