Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics - Zohrabai Ambalewali

Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki lyrics, the song is sung by Zohrabai Ambalewali from Nateeja (1947). The music of Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Ghazal track is composed by Rasheed Attre while the lyrics are penned by Nakhshab Jarchavi.

Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone de khabar maine
Nazar mil bhi gayi to
Khud bachaa li hai nazar maine

bharatlyrics.com

Aa aa aaa, aa aa aaa
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Ae ae ae
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Mujhe aawaaz di
Lekin na dekhaa
Chaunk kar maine

Bhalaa aa aa aa
Ghairon se kyaa matlab
Jo main unse gilaa kartaa
Haay shikaayat tum se ki hai
Tum ko apnaa jaan kar maine

Aaa aa aa aa
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kisi ke naqsh e paa par
Rakh diya jab aaj sar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine.

Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki is from the Nateeja (1947).

The song Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki was sung by Zohrabai Ambalewali.

The music for Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki was composed by Rasheed Attre.

The lyrics for Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki were written by Nakhshab Jarchavi.

The music director for Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki is Rasheed Attre.

The song Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki was released under the Saregama.

The genre of the song Unhen Bhi Raaz E Ulfat Ki is Ghazal.