Unhey Chod Do (Title) Lyrics - Pardhaan

Unhey Chod Do (Title) Lyrics - Pardhaan

Unhey Chod Do (Title) Lyrics - Pardhaan

Unhey Chod Do (Title) lyrics, the song is sung by Pardhaan from Unhey Chod Do (2016). Unhey Chod Do (Title) Patriotic soundtrack was composed by Harry Cheema with lyrics written by .

Love india or leave india,

bharatlyrics.com

Jai ho,
Jai ho,

Dil se poori respect hindustani fauj ko,
Aapka dhanyawaad phir karun main god ko,
Desh ki har badi chinta ka tum tod ho,
Dharam jaat tumhi humaari gaut ho,
Na ho action ka reaction woh force ho,
Chalo desiyo fauji bhaaiyo par gaur do,
Zara samajho tum mere krodh ko,
Jo kare saniko ka tiraskaar,
Unhey chod do,

Kyu iin logon ka na virodh ho?
Tumhi log badhawa dete desh droh ko,
Saalo chinese cheezo se zada tum fraud ho,
Hindustani hi ho na phir se soch lo,
Broad mind ko thoda sa aur khol lo,

Chalo desiyo fauji bhaaiyo par gaur do,
Zara samajho tum mere krodh ko,
Jo kare saniko ka tiraskaar,
Unhe chod do,

Bollygand manne na seekha tameej,
Tipani fauji bhaaiyo pe teri na laage theek,
Hum desh bhakton ne na sochiyo tu shareef,
Kasam bharat mata ki kadhwa denge teri cheekh,

Jahaan fasega teney thokenge,
Saare katenge jitne bhi kutte bhokenge,
Oh haraamkhor thodi sharam kar,
Teney aisi maut dengey,
Tere pittar bhi sochenge,

Bend kardo re boht ho gi baat-cheet,
Phir muh khola toh seedha baajegi eent,
Maathe pe waar karein fauji bhai maahare,
Na thaari tareh target banaawein dushman ki peeth,

Achhe se raho toh hum bhi rehengey sahi,
Itna pyaar denge nahi milega kahin,
Bhaichara humse jitna marzi baant lo,
Par zara sa bhi baatenge kashmir nahi,

Chalo desiyo fauji bhaaiyo par gaur do,
Zara samajho tum mere krodh ko,
Jo kare saniko ka tiraskaar,
Unhey chod do,

Jai ho,
Jai ho,
Mere fauji bhaiyon ki jai ho,
Mere fauji bhaiyon ki jai ho,

Jai ho,
Jai ho,
Mere fauji bhaiyon ki jai ho,
Mere fauji bhaiyon ki jai ho..

Unhey Chod Do (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *