Us Mod Se Shuru Karen Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh

Us Mod Se Shuru Karen lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh from Rare Moments (1999). Us Mod Se Shuru Karen Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi
Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi
Har shay jaha haseen thi,
Hum tum the ajnabi
Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi

bharatlyrics.com

Lekar chale the hum
Jinhe jannat ke khwaab the
Phoolo ke khwab the wo
Mohabbat ke khwab the
Lekin kaha hai un mein
Wo pehle see dilkashi
Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi

Rehte the hum haseen
Khayaalo ki bheed mein
Uljhe huye hain aaj
Sawaalon ki bheed mein
Aane lagi hai yaad
Wo fursat ki har ghadi
Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi

Shaayad ye waqt
Humse koi chal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi
Rangon mein dhal gaya
Ashko ki chandini se
Thee behtar wo dhup hi
Us mod se shuru kare
Phir ye zindagi.

Us Mod Se Shuru Karen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Us Mod Se Shuru Karen is from the Rare Moments (1999).

The song Us Mod Se Shuru Karen was sung by Chitra Singh (Chitra Dutta) and Jagjit Singh.

The music for Us Mod Se Shuru Karen was composed by Jagjit Singh.

The music director for Us Mod Se Shuru Karen is Jagjit Singh.

The genre of the song Us Mod Se Shuru Karen is Ghazal.