Uski Bate Bahar Ki Bate lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from The Gold Disc (1983). The music of Uski Bate Bahar Ki Bate Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .
Uski bate bahar ki bate
Uski bate bahar ki bate
Uski bate bahar ki bate
Wadiye na lalazaar ki bate
Wadiye na lalazaar ki bate
bharatlyrics.com
Gul o shabnam ka zikr kar na abhi
Gul o shabnam ka zikr kar na abhi
Gul o shabnam
Gul o shabnam ka jikr kar na abhi
Mujhko karni hai yaar ki bate
Mujhko karni hai yaar ki bate
Wadiye na lalazaar ki bate
Uski bate bahar ki bate
Makmali farsh pe ho jinke kadam
Makmali farsh pe ho jinke kadam
Makmali farsh pe ho jinke kadam
Kya wo samjhenge khar ki baate
Kya wo samjhenge khar ki baate
Wadiye na lalazaar ki bate
Uski bate bahar ki bate
Sheikh ji maikada hai kaba nahi
Sheikh ji maikada hai kaba nahi
Sheikh ji maikada hai sheikh ji
Sheikh ji maikada hai kaba nahi
Ya to hogi khumar ki bate
Ya to hogi khumar ki bate
Wadiye na lalazaar ki bate
Uski bate bahar ki bate
Ishq ka karwan chala hi nahi
Ishq ka karwan
Ishq ka karwan chala hi nahi
Aur abhi se gubaar ki baate
Aur abhi se gubaar ki baate.