Waqt Bhi Aaj Khafa Lyrics - Adnan Sami

Waqt Bhi Aaj Khafa lyrics, the song is sung by Adnan Sami from Kisi Din (2007). Waqt Bhi Aaj Khafa Sad soundtrack was composed by Adnan Sami with lyrics written by Sameer.

Waqt bhi aaj khafa hai janeja
Janeja janeja janeja janeja

Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake

bharatlyrics.com

Chandani thi shabab pe
Aur ham bujhe se the
Mayus har jagah kaise jiye
Maana ho gayi khata hai
Abb itana shikwa hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake

Chandani jab aayegi
Dekhogi tum hame
Samajhogi hale dil hame hai
Yakin mana dil dil se juda hai
Chain zara na mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai hame
Bada dard mila hai janeja
Ijhar pyar ka kar na sake
Ijhar pyar ka kar na sake.

Waqt Bhi Aaj Khafa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download