Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Lyrics - Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Anari (1959). Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe
Na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

bharatlyrics.com

Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
Kirnon ne pasaari baahein
Ki armaan naach naach lehraye
Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein
Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani
Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani
Chaanda ki chaal mastani
Hai paagal jispe raat ki rani
Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka
Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai.

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download