Woh Subah Hami Se Aayegi Lyrics - Arijit Singh, Shreya Ghoshal

Woh Subah Hami Se Aayegi lyrics, the song is sung by Arijit Singh, Shreya Ghoshal from Begum Jaan (2017). Woh Subah Hami Se Aayegi Folk soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Kausar Munir.

Inn kaali sadiyon ke sar se
Jab raat ka aachal dhalkega
Jab dukh ke badal pighlenge
Jab sukh ka sagar chalkega
Jab ambar jhumke nachega
Jab dharti nagmein gayegi

Woh subah humi se aayegi
Woh subah humi se aayegi
Woh subah humi se aayegi
Woh subah humi se aayegi
Jis subah ki khatir jagg jagg se
Hum sab mar mar ke jeete hai

Jis subah ki amrit ki dhun mein
Hum zehar ke pyale peete hai
In bhooki pyaasi roohon par
Ek din tu karam pharmayegi
Woh subah hami se aayegi
Woh subah hami se aayegi

bharatlyrics.com

Maana ke abhi tere mere
Armanon ki kimat kuch bhi nahi
Mitti ka bhi hai kuch mol magar
Insanon ki kimat magar kuch bhi nahin
Insano ki izzat jab jhoothe
Sikkon mein na toli jayegi

Woh subah hami se aayegi
Woh subah hami se aayegi
Woh subah hami se aayegi

Woh subah hami se aayegi
Woh subah hami se aayegi
Woh subah hami se aayegi..

Woh Subah Hami Se Aayegi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Woh Subah Hami Se Aayegi is from the Begum Jaan (2017).

The song Woh Subah Hami Se Aayegi was sung by Arijit Singh and Shreya Ghoshal.

The music for Woh Subah Hami Se Aayegi was composed by Anu Malik.

The lyrics for Woh Subah Hami Se Aayegi were written by Kausar Munir.

The music director for Woh Subah Hami Se Aayegi is Anu Malik.

The song Woh Subah Hami Se Aayegi was released under the Times Music.

The genre of the song Woh Subah Hami Se Aayegi is Folk.