Woh Uthi Kali Ghata Lyrics - Talat Aziz

Woh Uthi Kali Ghata lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Saughaat (1986). The music of Woh Uthi Kali Ghata Ghazal track is composed by Talat Aziz while the lyrics are penned by .

Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa

bharatlyrics.com

Ham teri dariyaa dili ki
Baat sun kar aaye hai
Ham teri dariyaa dili ki
Baat sun kar aaye hai
Yeh agar sach hai to phirr
Dariyaa baha de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa

Is tarah aankhem ila ke de
Mujhe jaam e sharab
Is tarah aankhem ila ke de
Mujhe jaam e sharab
Tere mere bich ke
Parde utha de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa

Main wo pyaas hun ke
Jiski pyaas sherao si hai
Main wo pyaas hun ke
Jiski pyaas sherao si hai
Mere hontho ko samndar
Se mila de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Aaj shabnab se mujhe
Shola bana de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa
Woh uthi kali ghata la
Mai peela de sakiyaa.

Woh Uthi Kali Ghata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download