Wohi Khuda Hai lyrics, the song is sung by Atif Aslam from Coke Studio Pakistan - Season 12 (2019). The music of Wohi Khuda Hai Devotion track is composed by Rohail Hyat while the lyrics are penned by .
Koyi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai,
Wohi khuda hai,

Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai

bharatlyrics.com
Nazar bhi rakkhe samaa’aten bhi,
Woh jaan leta hai neeyaten bhi,
Jo khaana-e-la-shu’oor men jagmaga raha hai,

Talaash us ko naa kar buton mein
Woh hai badalti huyi ruton mein,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai.
Wohi khudaa hai,
Koyi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai,
Wohi khuda hai,
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Dikhayi bhi jo naa de nazar bhi jo aa raha hai,
Wohi khuda hai
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Wa ‘ala aalihi wa sahbihi wa sallim
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Allaahumma salli ‘ala muhammadin,
Wa ‘ala aalihi wa sahbihi wa sallim.