Yaad Aa Gayee Lyrics - Romy

YAAD AA GAYEE LYRICS: The song is sung by Romy from Hindi film Strangers (2007), directed by Anand Rai. The film stars Jimmy Shergill, Kay Kay Menon, Nandana Sen and Sonali Kulkarni in the lead role. The music of "Yaad Aa Gayee" song is composed by Vinay Tiwari, while the lyrics are penned by Javed Akhtar.

Stranger stranger stranger stranger
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Dheere se aayi hai
Dil mein saamaayi hai
Kitni kahaaniyaan
Saath mein laayi hai
Saari fiza dhundala
Gayi dhundala gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi

bharatlyrics.com

Rang the pighle pighle se
Sang the dono behke se
Mein dubi dubi thi
Woh saari shaame
Woh beete pall aaj bhi
Aake dil ki baahein thaame
Roshani si chha gayi chha gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi

Woh sama abb kyun nahi jaana
Tum jahaan hum the wahi jaana
Tanhaayi doharaati hai abb baatein
Kaise dilkash din the
Apne kaisi dilkash raatein
Kajla gayi kajla gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Dheere se aayi hai
Dil mein saamaayi hai
Kitni kahaaniyaan
Saath mein laayi hai
Saari fiza dhundala
Gayi dhundala gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi
Yaad aa gayi teri yaad aa gayi.

Yaad Aa Gayee Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Yaad Aa Gayee is from the Strangers (2007).

The song Yaad Aa Gayee was sung by Romy.

The music for Yaad Aa Gayee was composed by Vinay Tiwari.

The lyrics for Yaad Aa Gayee were written by Javed Akhtar.

The music director for Yaad Aa Gayee is Vinay Tiwari.

The song Yaad Aa Gayee was released under the Time Life.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *