याद आती है Yaad Aati Hai Lyrics - Harrdy Sandhu

YAAD AATI HAI LYRICS IN HINDI: Yaad Aati Hai (याद आती है) is a Hindi Sad song, voiced by Harrdy Sandhu from Desi Melodies. The song is composed by Hunny-Bunny, with lyrics written by Jaani. The music video of the song features Abhishek Singh, Asmita Sood and Japji Kaur Dhillon.

Yaad Aati Hai Lyrics

Mere huzre mein aake
Thehar jaati hai
Mere saamne baithti hai
Aur mujhe rulati hai

Apne haathon se
Zehar pilati hai
Zehar pilati hai

Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai
Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai

Huzre mein aake
Thehar jaati hai
Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai

Maut meri ka kalma
Haaye padhke baithi hai
Mare huye bande ki tarah
Akad ke baithi hai

Mujhko mere ghar se
Baahar na jaane de
Bewakoof pairon se
Pakad ke baithi hai

Mujhe kuchh na samajh aaye
Meri rooh kaanp jaaye
Arey woh to chahti hai
Ke jaani mar jaaye

Mere kaanon mein
Yoon chillati hai

Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai
Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai

Huzre mein aake
Thehar jaati hai
Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai

Oh tumne toh hai nahi aana
Yaar mera dard ghatana
Jahan teri yaad na aaye
Aisa koyi shehar batana

Oh saara din laindi ae swaad sajan
Badi ae kharaab teri yaad sajan
Saara din laindi ae swaad sajan
Badi ae kharaab teri yaad sajan

Mujhko jaga ke
Khud so jaati hai

Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai
Yaad aati hai
Oh teri yaad aati hai.

याद आती है Lyrics in Hindi

मेरे हुजरे में आके
ठहर जाती है
मेरे सामने बैठती है
और मुझे रुलाती है

अपने हाथों से
ज़हर पिलाती है
ज़हर पिलाती है

याद आती है
ओह तेरी याद आती है
याद आती है
ओह तेरी याद आती है

हुजरे में आके
ठहर जाती है
याद आती है
ओह तेरी याद आती है

मौत मेरी का कलमा
हाय पढ़के बैठी है
मरे हुए बंदे की तरह
अकड़ के बैठी है

मुझको मेरे घर से
बाहर ना जाने दे
बेवक़ूफ़ पैरों से
पकड़ के बैठी है

मुझे कुछ ना समझ आये
मेरी रूह काँप जाए
अरे वो तो चाहती है
के जानी मर जाए

मेरे कानों में
यूं चिल्लाती है

याद आती है
ओह तेरी याद आती है
याद आती है
ओह तेरी याद आती है

हुजरे में आके
ठहर जाती है
याद आती है
ओह तेरी याद आती है

ओह तुमने तो है नहीं आना
यार मेरा दर्द घटाना
जहाँ तेरी याद ना आये
ऐसा कोई शहर बताना

bharatlyrics.com

ओह सारा दिन लैंदी ऐ स्वाद सजन
बड़ी ऐ खराब तेरी याद सजन
सारा दिन लैंदी ऐ स्वाद सजन
बड़ी ऐ खराब तेरी याद सजन

मुझको जगा के
खुद सो जाती है

याद आती है
ओह तेरी याद आती है
याद आती है
ओह तेरी याद आती है.

Yaad Aati Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Yaad Aati Hai is from the Desi Melodies.

The song Yaad Aati Hai was sung by Harrdy Sandhu.

The music for Yaad Aati Hai was composed by Jaani.

The lyrics for Yaad Aati Hai were written by Jaani.

The music director for Yaad Aati Hai is Hunny-Bunny.

The song Yaad Aati Hai was released under the Desi Melodies.

The genre of the song Yaad Aati Hai is Sad.