Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan Lyrics - Manhar Udhas, S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar, Sushma Shrestha (Poornima)

Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan lyrics, the song is sung by Manhar Udhas, S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar, Sushma Shrestha (Poornima) from Patthar Ke Phool (1991). The music of Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan Dance, Masti track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Dev Kohli.

Aye chaman wale
Tumhari zindgani sad ho
Aye chaman wale
Tumhari zindgani sad ho
Dil me mere tere
Gulshan ki khali aawaz ho
Tu noor ban kar
Aaj is mahfil me aaya hain
Tu zindagi ki har
Khushi ko sath laya hoon
Sukariya main hoon
Tera mehman wai mehman wai
Yar pe ye dil
Mera kurban wai wai
Jism hoon main hoon jan wai wai
Yar pe ye dil
Mera kurban wai wai

bharatlyrics.com

Ghadiya hasi hai
Khusnuma ye din hamare hai
Ghadiya hasi hai
Khusnuma ye din hamare hai
Ye khusnasibi hai
Hamari hum tumhare hai
Teri najar pe war
Du mai is jamane ko
Tujhpe luta ke
Rakh diya dil ke khazane ko
Dil ka pura ho
Gaya arman wai arman wai
Yar pe ye dil
Mera kurban wai wai
Jism hoon main hoon jan wai wai
Yar pe ye dil
Mera kurban wai wai
Yar wai wai yar wai wai
Yar wai wai yar wai wai
Yar pe

Yar pe ye dil
Mera kurban wai wai
Jism hoon main hoon jan wai wai
Yar pe ye dil mera
Kurban wai wai
Yar pe ye dil mera
Kurban wai wai
Yar pe ye dil mera
Kurban wai wai.

Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download