Yaari Teri Yaari Lyrics - Anurag Sharma, June Banerjee

Yaari Teri Yaari lyrics, the song is sung by Anurag Sharma, June Banerjee from Raat Gayi Baat Gayi? (2009). The music of Yaari Teri Yaari Love track is composed by Ankur Tewari while the lyrics are penned by Ankur Tewari.

C tu mukaam hai main jariya hoon
Haan baarish ki bundein hai tu
Main dariya hoon
Teri meri baato mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari

Tu din hai main tujh
Me ek lamaha hoon
O o o tu mujhame main
Tujh mein samaaya hoon
Teri meri baaton mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari

bharatlyrics.com

Hamse hai khushiya
Hamase jamaana
Baatein kahega tumase
Dhoonde bahaana
Kadamo se mile kadam
Hota na rojaana
Hamaara yeh karvaan
Lekhega fasaana

Teri kurbat se main bana hoon
Tu kahaan hai main yaha hoon
Teri meri baaton mein ek maza hai
Teri meri baato mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari.

Yaari Teri Yaari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download