Yah Baat Kitni Sach Lyrics - Lata Mangeshkar

Yah Baat Kitni Sach lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chamkee (1952). The music of Yah Baat Kitni Sach Happy track is composed by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Yeh baat kitni sach hai mana ke purani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai mana ke purani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai

bharatlyrics.com

Chhuk chhuk nadi si phule
Kudrat na ban bhule
Sabki nazar bacha ke
Hum phul se kyu jhule
Chhuk chhuk nadi si phule
Kudrat na ban bhule
Sabki nazar bacha ke
Hum phul se kyu jhule
Kano mein samayi hai ab tak wo kahani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai

Yeh cham chamata chanda
Wo timtimate tare
Yeh cham chamata chanda
Wo timtimate tare
Karte the un dino mein
Kuch aur bhi ishare
Pal bhar mein ruth jana
Sakhiyo ka phir manana
Hatho se muh chhupa ke
Phir jhat se muskurana
Jivan ki ho kuch ghadiya yeh kitni suhani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai

Kehte hai kehne wale jisko zindgani
Hum usko samjhte hai bahta hua pani
Kehte hai kehne wale jisko zindgani
Hum usko samjhte hai bahta hua pani
Ruk ruk meri jawani bole main anekh hu
Ek bar main bachpan ko mudkar ke dekh lu
Gujre huye din wo hai mithi nishani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai mana ke purani
Bachpan ki yaad lekar aati hai jawani
Yeh baat kitni sach hai.

Yah Baat Kitni Sach Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download