Yahan Zindagi Ek Alag Lyrics - Shaan, Shabab Sabri

Yahan Zindagi Ek Alag lyrics, the song is sung by Shaan, Shabab Sabri from Page 3 (2005). The music of Yahan Zindagi Ek Alag Philosophical track is composed by Shamir Tandon while the lyrics are penned by Ajay Jhingran, Sandeep Nath.

Yaha khwaishe
Aasman se badi hai
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Iraade yaha par
Samandar se gehare
Iraade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

bharatlyrics.com

Iraade yaha par
Samandar se gehare
Iraade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare
Yaha zindagi ek alag
Zindagi hai ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha har jagah mauj hai
Mastiya hai mastiyan
Yaha par jamaane
Ki sab hastiya hai
Yaha har jagah
Mauj hai mastiya hai
Yaha par jamaane ki
Sab hastiya hai

Yaha dil naye rup
Me hai machalate
Yaha dil naye rup
Me hai machalate
Yaha chaand suraj
Naa ek pal ko dhalate
Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha sab ke jalawo
Ke ranginiya hai
Yaha sab ke andaaj
Me khubiya hai

Yaha sab ke jalawo
Ke ranginiya hai
Yaha sab ke andaaj
Me khubiya hai
Yaha log bas aaj
Ki baat karte

Yaha log bas aaj
Ki baat karte
Nahi murde pichhe
Bas par aage ko chalate

Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Yaha zindagi
Yaha zindagi
Ek alag zindagi hai
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai

Irade yaha par
Samandar se gehare
Irade yaha par
Samandar se gehare
Naa koyi fikar naa
Kahi koyi pehare

Yaha zindagi ek
Alag zindagi hai
Yaha khwaishe
Aasman se badi hai.

Yahan Zindagi Ek Alag Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download