Ye Kya Sochna Lyrics - Ustad Rashid Khan

Ye Kya Sochna lyrics, the song is sung by Ustad Rashid Khan from Ishq Lamhe (2013). The music of Ye Kya Sochna Ghazal track is composed by Jaspal Moni while the lyrics are penned by Jaspal Moni.

Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Woh kya kho gaye
Ik jahan kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain

bharatlyrics.com

Woh jab hum kadam tha
Woh jab hum kadam
Tha to sab humsafar the
Woh jab hum kadam
Tha to sab humsafar the
Ke saathi nahi
Karwaa kho diya hain
Ye kya sochnaye
Kya sochna
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain

Ye kya doar aaya
Ye kya doar aaya aaya ye
Ye kya doar aaya
Ke insaniyat ne e
Ye kya doar aaya
Ke insaniyat ne
Mohobbat ka naamo
Nishaan kho diya hain
Ye kya sochnaye kya sochna
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain

Chhupaye the dil mein
Chhupaye the dil mein
Kahin raaz dil ke
Chhupaye the
Chhupaye the dil
Mein kahin raaz dil ke
Gaya dil to ik
Raaz daa kho diya
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Woh kya kho gaye
Ik jahan kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain
Ye kya sochna kya
Kahoon kho diya hain.

Ye Kya Sochna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download