Ye Raksha Bandhan Lyrics - Preeti Sagar

Ye Raksha Bandhan lyrics, the song is sung by Preeti Sagar from Hum Bachhey Hindustan Ke (1984). Ye Raksha Bandhan Festivals soundtrack was composed by Zameer Bikaneri with lyrics written by .

Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai
Bandhwalo rakhi
Bandhwalo rakhi
Bahna ka isme pyar hai
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

Is rakhi ke badle mein
Tum desh ki raksha karna
Desh drohiyo aur bahar ke
Dusman se tum ladna
Apne pyare bhaiya se
Apne pyare bhaiya se
Ye kahne ka adhikar hai
Ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

Kathin rah mein ye rakhi
Hi degi sath tumhara
Nek rah par chalte
Rahna hoga uday sitara
Nek kam karne walo se o
Nek kam karne walo se
Bagat mein sansar hai
Ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

Beet gaye jo beet gaye
Dil beete din mat dekho
Aane wale aise jan ho bas
Ye socho kisi ek ke liye nahi hai
Kisi ek ke liye nahi hai sabke
Liye bahar hai ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

bharatlyrics.com

Sach pucho to is dharti
Par bahno ki hai kami nahi
Aage karo kalai apni
Apno ki hai kami nahi
Bhai hai bujdar to uski
Bhai hai bujdar to uski
Bahna bhi bujdar hai
Ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

Subah ka bhula sham ghar
Aaye to bhi chalo ganimat hai
Dharti to sabki kahti hai
Ye ishwar ki niyat hai
Balihari kache dhage ki
Balihari kache dhage ki
Bahka ka udhar hai
Ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai

Is bandhan ki raksha
Karne wale log fale hai
Bahan ke aashiwad pyar
Se kitne log badhe hai
Bahna ka bhai ki khatir
Mamta aur dular hai
Ye raksha bandhan
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai
Bandhwalo rakhi
Bahna ka isme pyar hai
Ye raksha bandhan
Sabse bada tyohar hai.

Ye Raksha Bandhan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download