Ye Tune Kya Kaha Lyrics - Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Ye Tune Kya Kaha lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Insaaf (1966). The music of Ye Tune Kya Kaha Romantic track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Akhtar Romani.

Lagi hai aag si har mauj ki rawani me
Macahl rahi hai koi naazni pani me
Ye tune kya kaha kaha hoga
Ye maine kya suna suna hoga
Are ye dil gaya gaya hoga
Ye tune kya kaha kaha hoga
Ye maine kya suna suna hoga
Are ye dil gaya gaya hoga
Ye tune kya kaha kaha hoga

bharatlyrics.com

Humse bahar aayi janewafa
Aaj teri jaa tere sath
Pyarle angdai chhaya nasha
Tham mera hath mera hath
Dur na jana karke bahana
Mere sanam tu mere sanam tu
Ye tune kya kaha kaha hoga
Ye maine kya suna suna hoga
Are ye dil gaya gaya hoga
Ye tune kya kaha kaha hoga

Banke lehar jhume aaj mera pyar
Tere sath tere sath
Zulf teri chume kali ghata jaise
Mere sath mere sath
Bhul na jana dil ka fasana
Mere sanam tu mere sanam tu
Ye tune kya kaha kaha hoga
Ye maine kya suna suna hoga
Are ye dil gaya gaya hoga
Ye tune kya kaha kaha hoga

Udta hua aanchal deke hawa dole
Mere sath mere sath
Dil me machi halchal
Jane ada bol koi bat koi bat
Tod na jana dil ye diwana
Mere sanam tu mere sanam tu
Ye tune kya kaha kaha hoga
Ye maine kya suna suna hoga
Are ye dil gaya gaya hoga
Ye tune kya kaha kaha hoga.

Ye Tune Kya Kaha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download