Yeh Arzoo Thi Ki Hum Bahar Lyrics - Lata Mangeshkar

Yeh Arzoo Thi Ki Hum Bahar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Baarish (1957). Yeh Arzoo Thi Ki Hum Bahar Sad soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Zindagi di thi to jine
Ka maja kyon naa diya
Meri kismat me yeh
Aaram kyon naa diya
Kyon naa diya

Yeh aarju thi kabhi
Ham bahar dekhenge
Yeh aarju thi kabhi
Ham bahar dekhenge
Kise pata tha kijhan
Bar bar dekhenge

Qarar pake bhi kismat
Me beqarari hai
Qarar pake bhi kismat
Me beqarari hai
Woh aur honge jo dil
Ka qarar dekhenge
Woh aur honge jo dil
Ka qarar dekhenge

bharatlyrics.com

Abhi toh pyar ka ik
Khab hamne dekha hai
Abhi toh pyar ka ik
Khab hamne dekha hai
Gale me kab teri
Banho ka har dekhenge
Gale me kab teri
Banho ka har dekhenge

Tera milap judayi se
Kam nahi hai sanam
Tera milap judayi se
Kam nahi hai sanam
Tamam umr tera
Intzar dekhenge
Tamam umr tera
Intzar dekhenge
Yeh aarju thi kabhi
Ham bahar dekhenge.

Yeh Arzoo Thi Ki Hum Bahar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download