Yeh Bahar Ka Sama Lyrics - Krishna Kalle, Mahendra Kapoor

Yeh Bahar Ka Sama lyrics, the song is sung by Krishna Kalle, Mahendra Kapoor from Hamare Gam Se Mat Khelo (1967). The music of Yeh Bahar Ka Sama Happy track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by N. Sharma.

Yeh bahar ka sama karar ka sama
Nikhar ka sama kho na dena
Yeh bahar ka sama karar ka sama
Nikhar ka sama kho na dena
Yeh jawa jawa jaha hansi hansi
Jaha yeh dil nashi
Jaha kho na dena yeh bahar

Wo kawari kaliya hansu hansi
Wo ghataye gesuye ambari
Tu jaha bhi sath hai hum nashi
Duniya mein jannat hai wahi
Wo kawari kaliya hansu hansi
Wo ghataye gesuye ambari
Tu jaha bhi sath hai hum nashi
Duniya me jannat hai wahi
Mere pasba ye gulsita
Yeh murado ka jaha kho na dena
Yeh bahar ka sama
Karar ka sama
Nikhar ka sama kho na dena

bharatlyrics.com

Ulfat ki kahkar dasta hai
Zami pe jhuk gaya aasma
Chalo bekhudi meinr behak chale
Hai waqt apne pe meharba
Mere karba meri jaane ja
Yeh shabab ka jaha kho na dena
Yeh bahar ka sama karar ka sama
Nikhar ka sama kho na dena
Yeh jawa jawa jaha hansi hansi
Jaha yeh dil nashi jaha kho na dena
Yeh bahar ka sama kara ka sama
Nikhar ka sama.

Yeh Bahar Ka Sama Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download