Yeh Haqeeqat Hain Apni Lyrics - Ashok Khosla

Yeh Haqeeqat Hain Apni lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Aftaab (1985). Yeh Haqeeqat Hain Apni Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by Zafar Gorakhpuri.

Koan hain jisne main nahin chakhi
Koan juti kasam uthata hain
Maikade jo bach nikalta hain
Teri aankhon mein dub jaata hain

Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Maikade ka maza aur hain
Uski aankhon se milta hain jo
Uski aankhon se milta hain jo
Dosto woh nasha aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah

Tod kar har takaluf ki had
Aaj chhulenge saqi ke lab
Tod kar har takaluf ki had
Aaj chhulenge saqi ke lab
Kyaa kare yaar ab ke baras
Kyaa kare yaar ab ke baras
Mosamo ki sada aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah

Bamudar mushkurate na the
Khidakiya khul ke hasti nathi
Bamudar mushkurate na the
Khidakiya khul ke hasti nathi
Jab se tum dil ke mehmaan huye
Jab se tum dil ke mehmaan huye
Mere ghar ki fazza aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah

Waqt kaante bichhaya kare
Log rishto ko kaanta karein
Waqt kaante bichhaya kare
Log rishto ko kaanta karein
Dil ki najdeekiyan aur hain
Dil ki najdeekiyan aur hain
Jism ka fasala aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah

bharatlyrics.com

Koi tuta huaa jaam hi
Chal ke le aaye apne liye
Sun rahe hain zafar inn dino
Sun rahe hain zafar inn dino
Mai gareeki hawa aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Maikade ka maza aur hain
Uski aankhon se milta hain jo
Uski aankhon se milta hain jo
Dosto woh nasha aur hain
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah
Yeh haqeeqat hain apni jagah.

Yeh Haqeeqat Hain Apni Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download