ये कैसी रात Yeh Kaisi Raat Lyrics - Shreya Jain

YEH KAISI RAAT LYRICS IN HINDI: 'ये कैसी रात' The song is sung by Shreya Jain from the soundtrack album for the film Maa Behen, directed by Suresh Triveni, starring Madhuri Dixit, Triptii Dimri, Dharna Durga and Ravi Kishan. "YEH KAISI RAAT" is a Playful song, composed by Akashdeep Sengupta, with lyrics written by Shubham Shirule.

ये कैसी रात Yeh Kaisi Raat Lyrics in Hindi

आसमान में ग़म है तारे
ये कैसी रात आई रे
मेरे किनारे लहरों के मारे
ये कैसी रात आई रे

धीमे धीमे बदले ये मौसम
खारे खारे अश्क में बहे ग़म
खोया जो है मेरा ग़ैरों से क्या लेना
खोया जो है मेरा ग़ैरों से क्या लेना
मैं ही जानूँ मेरा ख़ुदा जाने

भारतलिरिक्स.कॉम

आज चंदा रूठा हुआ है
ये कैसी रात आई रे
मेरे किनारे लहरों के मारे
ये कैसी रात आई रे
आसमान में ग़म है तारे
ये कैसी रात आई रे

वह नर्म से नादानियाँ
ढूँढे कोई ना
ठग ली है सारी लोरियाँ
कोई चैन ना आराम

है ज़माने के मारे
हम जीते ना हारे
बदल ज़रा एक ख़्वाब का
मेरे नाम कर दे ज़रा रे

रो रही है सीली दीवारें
क्युं बरसाता आई रे

मेरे किनारे लहरों के मारे
ये कैसी रात आई रे
आसमान में ग़म है तारे
ये कैसी रात आई रे
मेरे किनारे लहरों के मारे
ये कैसी रात आई रे

Yeh Kaisi Raat Lyrics

Aasmaan mein gham hai taare
Yeh kaisi raat aayi re
Mere kinaare laharon ke maare
Yeh kaisi raat aayi re

Dheeme dheeme badle yeh mausam
Khaare khaare ashk mein bahe gham
Khoya jo hai mera ghairon se kya lena
Khoya jo hai mera ghairon se kya lena
Main hi jaanoon mera khuda jaane

Aaj chanda rootha hua hai
Yeh kaisi raat aayi re
Mere kinaare laharon ke maare
Yeh kaisi raat aayi re
Aasmaan mein gham hai taare
Yeh kaisi raat aayi re

Woh narm se nadaniyaan
Dhoonde koi na
Thag li hai saari loriyaan
Koi chain na aaraam

Hai zamaane ke maare
Hum jeete na haare
Badal zara ek khwaab ka
Mere naam kar de zara re

Ro rahi hai seeli dewaarein
Kyun barsaata aayi re

bharatlyrics.com

Mere kinaare laharon ke maare
Yeh kaisi raat aayi re
Aasmaan mein gham hai taare
Yeh kaisi raat aayi re
Mere kinaare laharon ke maare
Yeh kaisi raat aayi re

Yeh Kaisi Raat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Yeh Kaisi Raat is from the Maa Behen.

The song Yeh Kaisi Raat was sung by Shreya Jain.

The music for Yeh Kaisi Raat was composed by Akashdeep Sengupta.

The lyrics for Yeh Kaisi Raat were written by Shubham Shirule.

The music director for Yeh Kaisi Raat is Akashdeep Sengupta.

The song Yeh Kaisi Raat was released under the T-Series.

The genre of the song Yeh Kaisi Raat is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *