Yeh Rut Hai Haseen Lyrics - Kishore Kumar

Yeh Rut Hai Haseen lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Harjaee (1981). The music of Yeh Rut Hai Haseen Love track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Vithalbhai Patel.

Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa

Milna tha hum mil hi gaye
Phul pyar ke khil hi gaye
Milna tha hum mil hi gaye
Phul pyar ke khil hi gaye
Ho dil se yahi du mai dua
Milke na ho koi juda
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa

bharatlyrics.com

Sapne the sapne hi rahe
Apne jab apne na rahe
Sapne the sapne hi rahe
Apne jab apne na rahe
Ho ruthe ho tum kaun sune
Koi pyar ka sikwa gila
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa

Tan man preet ke deep jale
Aaye sahar na raat dhale
Tan man preet ke deep jale
Aaye sahar na raat dhale
Socho jara hogi bhala
Phul se khusbu kaise juda
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa.

Yeh Rut Hai Haseen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download