Yeh Saza Payi Lyrics - Anup Jalota

Yeh Saza Payi lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Vehshate Dil (2005). The music of Yeh Saza Payi Ghazal track is composed by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta while the lyrics are penned by Saeed Rahi.

Yeh saza payi dil lagane ki
Yeh saza payi dil lagane ki
Ungaliya uthati hai zamane ki
Ungaliya uthati hai zamane ki
Yeh saza payi dil lagane ki

bharatlyrics.com

Zindagi se jo rutha ruth gaya
Zindagi se jo rutha ruth gaya
Laakh koshish karo mana ne ki
Laakh koshish karo mana ne ki
Ungaliya uthati hai zamane ki
Yeh saza payi dil lagane ki

Hashra mein zulm ka kare ye hisaab
Hashra mein zulm ka kare ye hisaab
Jahan ginati hai daane daane ki
Jahan ginati hai daane daane ki
Ungaliya uthati hai zamane ki
Yeh saza payi dil lagane ki

Phir koi taza zakhm de e dost
Phir koi taza zakhm de e dost
Badi hasrat mushkurane ki
Badi hasrat mushkurane ki
Ungaliya uthati hai zamane ki
Yeh saza payi dil lagane ki

Ye teri zeel si haseen aankhein
Ye teri zeel si haseen aankhein
Kyaa izazat hai dub jaane ke
Kyaa izazat hai dub jaane ke
Ungaliya uthati hai zamane ki
Yeh saza payi dil lagane ki
Yeh saza payi dil lagane ki
Yeh saza payi dil lagane ki.

Yeh Saza Payi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download