Yeh Sone Kee Duniya Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Yeh Sone Kee Duniya lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Do Dost (1960). Yeh Sone Kee Duniya Sad soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Bharat Vyas.

Yeh sone kee duniya
Yeh chandee kee duniya
Yaha aadamee kee
Bhala baat kya hai
Yeh daulat kee duniya
Amiro kee duniya
Yeh daulat kee duniya
Amiro kee duniya
Yahan par garibo
Kee aukat kya hai
Yeh sone kee duniya

Yeh tute dilo ke jo
Tukade pade hain
Laga le inhe dil sey
Woh dil kahan hai
Yeh footpath par
So rahe hain musafir
Bataye koyee
Inakee manzil kahan hai
Manzil kahan hai
Bina roshanee ke
Hee inake savere
Jo din hee andhere
Toh phir rat kya hai
Yeh daulat kee duniya
Amiro kee duniya
Yahan par garibo
Kee aukat kya hai
Yeh sone kee duniya

bharatlyrics.com

Yeh bhukhe, yeh nange
Yeh bhikhmange bhee toh
Kisee din bandhu kee santan hain rey
Yeh javanee ke jine kaa adhikar
Yeh bhee ham jaise insan hain rey
Insan hain rey
Yeh aankhe barasatee hain baraho mahine
Inn ashko ke aage
Yeh barasat kya hai
Yeh daulat kee duniya
Amiro kee duniya
Yahan par garibo
Kee aukat kya hai
Yeh sone kee duniya.

Yeh Sone Kee Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *