Yeh Zindagi Jiyo Lyrics - Apurv Monga, Aumkar Gholap

Yeh Zindagi Jiyo lyrics, the song is sung by Apurv Monga, Aumkar Gholap from Anjaan (2005). The music of Yeh Zindagi Jiyo track is composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) while the lyrics are penned by Rahul Mehta.

Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Isme mohabbat hain
Isme shikayat hain
Isme shararat hain
Jo bhi hain dil se hain
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye

bharatlyrics.com

Daulat yeh milti hain
Milti hain kho jati hain
Shauhrat yeh milti hain
Milti hain kho jati hain
In sabke bad toh yeh
Dosti reh jati hain
Aur phir se jiwan me
Yeh sab kuchh de jati hain
Jiwan ki sari khushiyo
Se badhke yeh dosti hain
Sare najar se unchi
Yeh khubsurati hain
Jiwan ki sari khushiyo
Se badhke yeh dosti hain
Sare najar se unchi
Yeh khubsurati hain
Jiski tamanna mein hi har
Ek pujari bhi hain
Insaniyat ke mandir ki
Aisi yeh murti hain
Andhi aane do tufan aane do har
Mushkil se bachaye yeh dosti

Hamko sambhale hamko sanvare
Hamko jina sikhaye yeh dosti
Yeh dosti yeh dosti
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Isme mohabbat hain
Isme shikayat hain
Isme shararat hain
Jo bhi hai dil se hain
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye

Waise toh har din mein
Koyi na koyi milta hain
In sab me mushkil se
Ek yaar sachha hota hain
Jisse karke bate yeh
Mann halka sa hota hain
Aur salo ke bad bhi
Woh apna sa lagta hain
Jispe tujhe bharosa hain
Ha sachha yaar woh hain
Jo tere gham mein rota hain
Ha sachha yaar woh hain
Jispe tujhe bharosa hain
Ha sachha yaar woh hain
Jo tere gham mein rota hain
Ha sachha yaar woh hain
Jispe tujhe bharosa hain
Ha sachha yaar woh hain
Jo tere gham mein rota hain
Ha sachha yaar woh hain
Jo too kisi musibat mein
Woh bin bulaye aaye
Aur khud ki zindagi bhi de
Ha sachha yaar woh hain
Koyi jati janey na koyi
Majhab janey na
Bas insano ko janey yeh dosti

Gaddari janey na farebi janey na
Bas sachhayi pehchane yeh dosti
Yeh dosti yeh dosti yeh dosti
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Isme mohabbat hai
Isme shikayat hai
Isme shararat hai
Jo bhi hai dil se hai
Yaaro yeh dosti ka
Kuchh aisa jazba hain
In sare rishto mein ek ajuba hain
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye
Yeh zindagi jiyo toh
Jiyo bas yaar ke liye.

Yeh Zindagi Jiyo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download