Zara Bach Ke Lyrics - Asha Bhosle

Zara Bach Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Tower House (1962). The music of Zara Bach Ke Dance track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Zara bach ke shikari shikar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Naina jaane humare bhi war karna
Naina jaane humare bhi war karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Ho zara bach ke

bharatlyrics.com

Kisi ki sokh ada dekh kar dil na jalao
Khake aachal ki hawa
Kyu machalta hai bhala
Ja re ja o deewane teri bhul hai
Ja re ja o deewane teri bhul hai
Dil humare liye bekrar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Naina jaane humare bhi war karna
Naina jaane humare bhi war karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Ho zara bach ke

Phul se gal bhi hai reshmi bal bhi hai
Aaj to bikhre huye zulf ke jal bhi hai
Phul se gal bhi hai reshmi bal bhi hai
Aaj to bikhre huye julf ke jal bhi hai
Baat mane na mane humari magar
Baat mane na mane humari magar
Kaam apna hai to hoshiyar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Naina jaane humare bhi war karna
Naina jaane humare bhi war karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Ho zara bach ke

Jaan pyari hai agar yu na phir dekho idhar
Dekh kar teere nazar mar de hum jo agar
Jaan pyari hai agar yu na phir dekho idhar
Dekh kar teere nazar mar de hum jo agar
Umar bhar chhote khakar tadapta rahe
Umar bhar chhote khakar tadapta rahe
Bhul jaaye haseeno se pyar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Naina jaane humare bhi war karna
Naina jaane humare bhi war karna
Zara bach ke shikari shikar karna
Ho zara bach ke.

Zara Bach Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download