Zara Ruk Ruk Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Zara Ruk Ruk Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aasha (1957). The music of Zara Ruk Ruk Ke Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Zara ruk ruk ke
Zara tham tham ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Zara ruk ruk ke ho
Zara tham tham ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke

Meri akhiyo me dhaar
Hai kajal ki dhaar kajal ki
Meri zulfo me lahar hai
Baadal ki dhaar kajal ki
Meri paayal me
Sur hai saragam ke
Meri paayal me
Sur hai saragam ke

Ho zara ruk ruk ke
Ho zara tham tham ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke

bharatlyrics.com

Mere dil me lagan
Jab teri hai mere dil me
Mere dil me lagan jab teri hai
Phir gam kyaa jo raat
Adheri hai meri bidiyaa
Ho meri bidiyaa kaa thaya
Cham cham chamake

Ho zara ruk ruk ke
Ho zara tham tham ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Maine dekhi hai
Jhalak ik saajan ki

Ik saajan ki ab pyaas bujhi
Meri akhiyan ki meri akhiyan ki
Jali jot khushi ki gaye din gam ke

Ho zara ruk ruk ke
Ho zara tham tham ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke
Mai to dwaar chali
Sakhi baalam ke.

Zara Ruk Ruk Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download