Zindagi Kahin Gum Hai Lyrics - Zubeen Garg

Zindagi Kahin Gum Hai Lyrics - Zubeen Garg

Zindagi Kahin Gum Hai lyrics, the song is sung by Zubeen Garg from Zubeen Zindagi (2007). The music of Zindagi Kahin Gum Hai Happy track is composed by while the lyrics are penned by Shabbir Ahmed.

Zindagi kahin gum hai
Uski hi yaadon mein
Uska hi manzar hai
Mere din raat mein
Zindagi kahin gum hai
Uski hi yaadon mein
Uska hi manzar hai
Mere din raat mein
Mere khuda usay bata
Mere khuda usay bata
Mere khuda usay bata

Lamha lamha yun dhondhe
Bas usko yeh nazar
Jaane kaisa hai uski chahat ka asar
Sare falak mein sari zameen pe
Mana use ko sanam o o
Meri wafayen meri duayen
Woh hi hai mera karam
Mere khuda usay bata
Mere khuda usay bata

bharatlyrics.com

Suni suni hi rahen
Jo muskurane lagi
Raaten jo andheri woh jhilmilane lagi
Woh meri shab hai woh meri shamen
Woh hi meri ashiqui woh mera dil hai
Woh meri saansein woh hi meri zindagi
Mere khuda usay bata
Mere khuda usay bata.

Zindagi Kahin Gum Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

Leave a Reply