Zindagi Kya Karen Lyrics - Shishir Parkhie

Zindagi Kya Karen lyrics, the song is sung by Shishir Parkhie from Aashnaai (2014). The music of Zindagi Kya Karen Ghazal track is composed by Shishir Parkhie while the lyrics are penned by .

Zindagi kya karen aakhir hum
Zindagi kya karen aakhir hum
Unki yaade nahin hoti kam
Zindagi kya karen aakhir hum

Ishq ki raah mein baakhuda
Ishq ki raah mein baakhuda
Ishq ki raah mein baakhuda
Ishq ki raah mein baakhuda
Zindagi ko mile ghum hi ghum
Zindagi kya karen aakhir hum

Yaad aate hai woh aaj bhi
Yaad aate hai woh aaj bhi
Yaad aate hai woh aaj bhi
Yaad aate hai woh aaj bhi
Aaina jab uthate hai hum
Zindagi kya karen aakhir hum

bharatlyrics.com

Jaane kyun mujhko maikhane mein
Jaane kyun mujhko maikhane mein
Jaane kyun mujhko maikhane mein
Jaane kyun mujhko maikhane mein
Yaad aate hai daroharam
Zindagi kya karen aakhir hum

Dekhna hai safak humko bhi
Dekhna hai safak humko bhi
Dekhna hai safak humko bhi
Dekhna hai safak humko bhi
Woh karenge kahaan tak sitam
Zindagi kya karen aakhir hum
Zindagi kya karen aakhir hum
Unki yaade nahin hoti kam
Zindagi kya karen aakhir hum.

Zindagi Kya Karen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download