Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics - Asha Bhosle

Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Naya Raasta (1970). Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Mujra soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Is waqt kisi ki phikar na kar
Is waqt zamana tera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai

Sagar ki khanak chha gayi thi jhanak
Sagar ki khanak chha gayi thi jhanak
Us pal ye jawani ki rate
Us pal ye jawani ki rate
Us pal ye jawani ki rate
Pehalu mein dhadkti jannat hai
Kadmon mein khushi ka dera hai
Pehalu mein dhadkti jannat hai
Kadmon mein khushi ka dera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai

bharatlyrics.com

Aankho se mila le aankho ko
Aankho se mila le aankho ko
Hotho pe zuka de hotho ko
Hotho pe zuka de hotho ko
Kal chahe kisi ka ho jana
Is raat magar tu mera hai
Kal chahe kisi ka ho jana
Is raat magar tu mera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Is waqt kisi ki phikar na kar
Is waqt zamana tera hai
Baaho ka lachkta ghera hai.

Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai is from the Naya Raasta (1970).

The song Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai was sung by Asha Bhosle.

The music for Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai was composed by Datta Naik.

The lyrics for Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai were written by Sahir Ludhianvi.

The music director for Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai is Datta Naik.

The song Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai is Mujra.