Zulmi Naina Balam Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Zulmi Naina Balam Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Banwra (1950). The music of Zulmi Naina Balam Ke Happy track is composed by Krishna Dayal while the lyrics are penned by Gafil Harnalvi.

Zulmi naina balam ke maar gaye
Ho zulmi naina balam ke maar gaye
Tum jeete sajan hum haar gaye
Tum jeete sajan hum haar gaye
Haye maar gaye ho
Zulmi naina balam ke maar gaye
Ho zulmi naina balam ke maar gaye

bharatlyrics.com

Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Matwari nazariya sawariya ki ho
Mohe aisi nazariya par war gaye
Mohe aisi nazariya par war gaye
Haye maar gaye ho
Zulmi naina balam ke maar gaye
Ho zulmi naina balam ke maar gaye

Deewani banaye gayo balma ke nain
Deewani banaye gayo balma ke nain
More naino mein naina wo dar gaye
More naino mein naina wo dar gaye
Haye maar gaye ho
Zulmi naina balam ke maar gaye
Ho zulmi naina balam ke maar gaye

Main to neha lagaye lino balma se ram
Main to neha lagaye lino balma se ram
Main to neha lagaye lino balma se ram
Main to neha lagaye lino balma se ram
Khoi baithi thi main wo sawar gaye
Khoi baithi thi main wo sawar gaye
Haye maar gaye ho
Zulmi naina balam ke maar gaye
Ho zulmi naina balam ke maar gaye.

Zulmi Naina Balam Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download