Aa Jao Zara Phir Meri Bigdi Lyrics - Shamshad Begum, Surinder Kaur

Aa Jao Zara Phir Meri Bigdi lyrics, the song is sung by Shamshad Begum, Surinder Kaur from Dada (1949). Aa Jao Zara Phir Meri Bigdi Sad soundtrack was composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Aa jao zara
Aa jao zara phir meri
Bigdi ko banane aa jao zara
Dukh dard se kisse hai bahot
Tumko sunane aa jao zara
Aa jao zara phir meri
Bigdi ko banane aa jao zara

bharatlyrics.com

Bigadi huyi duniya ko
Bhala kaise bataun
Khoyi huyi is baat ko
Kahaan bhul to na jaaun
Bhul to na jaaun
Main dard bhari dardi
Bhare mere fasaane
Hai rona mera
Hai loat aaj jo aaye
Meri bigadi ko banane
Hai rona mera

Ulfat ko zamane ki
Hawa raaz na aayi
Dil deta hai ro ro ke duaan
Le le duhaai haaye duhaai
Jeena hai ghazab haaye
Sitam hai ye zamane
Aa jao zara phir meri bigdi
Ko banane aa jao zara

Dil tod diya hai ye
Sama aur na machale
Behtar tu zamane ki tarah
Woh bhi to nikale
Insaan nahin woh to mera
Dard tu na jaane hai rona mera
Aa jao zara phir meri bigdi
Ko banane aa jao zara.

Aa Jao Zara Phir Meri Bigdi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download