Aa Tujhko Bulaye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aa Tujhko Bulaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Pyaara Dushman (1955). The music of Aa Tujhko Bulaye Love track is composed by Nisar Bazmi while the lyrics are penned by Saba Afghani.

Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

Pyar ke raste bade nashile
Pyar ke raste bade nashile
Mere bahke kadam
Mujhe thame sanam
Mere bahke kadam thame sanam
Chal na saku mai
Ab kya karu ma
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

Pyar ka chaska nahi hai bas ka
Pyar ka chaska nahi hai bas ka
Hai aankho mein sharm
Mera dil hai naram
Hai aankho mein sharm
Dil hai naram
Anjan hu main
Kaise kahu main
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

bharatlyrics.com

Kahe ka darr hai
Kaha najar hai
Nayi dagar hai yehi fikar hai
Karo iska na gham acha sanam
Karo iska na gham acha sanam
Ham hai tumhare
Tum ho hamare
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan.

Aa Tujhko Bulaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aa Tujhko Bulaye is from the Pyaara Dushman (1955).

The song Aa Tujhko Bulaye was sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music for Aa Tujhko Bulaye was composed by Nisar Bazmi.

The lyrics for Aa Tujhko Bulaye were written by Saba Afghani.

The music director for Aa Tujhko Bulaye is Nisar Bazmi.

The song Aa Tujhko Bulaye was released under the Saregama.

The genre of the song Aa Tujhko Bulaye is Love.