Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Yeh Duniya Hai Aani Jaani lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Pyaara Dushman (1955). The music of Yeh Duniya Hai Aani Jaani Philosophical track is composed by Nisar Bazmi while the lyrics are penned by Saba Afghani.

Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

Raat albeli din hai suhana
Gati hai mauje tarana
Aise mein do jahan
Hamse karib hai
Ham badal de jamana
Ham badal de jamana
Gham na jane ka ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

Ham kya jano pyar ki bate
Sikho kisi se kami ko
Ulfat hai chees kya
Tumko tamij kya
Tum to thahre lutere
Tum to thahre lutere
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani

bharatlyrics.com

Pyar ki tum hi jogan
Karogi badi maharbani
Hatho mein hath ho
Dil dil ke paas ho
Kya ho jindgani
Kya ho jindgani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo.

Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download