Aage Aage Ek Hasina Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Mangal Singh

Aage Aage Ek Hasina lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Mangal Singh from Sone Ki Lanka (1992). The music of Aage Aage Ek Hasina Happy track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Aage aage ek hasina
Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Mud mud ke dekhe gusse se
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane

Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Mud mud ke dekhe gusse se
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane

Oho main tumhe
Maaf nahin karungi
Tirshi tirshi aankhein iski
Gore gore gaal hain
Patli patli kamar pe bikhare
Lambe kaale baal

Tirshi tirshi aankhein iski
Gore gore gaal hain
Patli patli kamar pe bikhare
Lambe kaale baal
Iss dharti pe kahin na hoga
Iss dharti pe kahin na hoga
Aisa hasin maal hain
Dekhe isko ho jaata hain haal
Apna behaal
Hum dono ki bechaini ko
Hum dono ki bechaini ko
Deewani na jaane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane

Hum hain iske chahane wale
Samjhe humein mawali
Dekho to magrur hain kitani
Ladki paise wali

Hum hain iske chahane wale
Samjhe humein mawali
Dekho to magrur hain kitani
Ladki paise wali
Kaanto se lipati hain
Kaanto se lipati hain
Naajhuk ye phoolo ki daali
Deti hain hum deewane ko
Baat baat pe gaali
Chahera dekhe lekin pagli
Chahera dekhe lekin pagli
Dil ko na pahechaane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane

Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane
Mud mud ke dekhe gusse se
Kehana na maane

bharatlyrics.com

Aage aage ek hasina
Peeche do deewane
Dekhe chahat ki nazro se
Tum ko pahechane
Dekhe chahat ki nazro se
Tum ko pahechane.

Aage Aage Ek Hasina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download