Aagre Ko Ghaghro lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar from Ladli (1949). The music of Aagre Ko Ghaghro Playful track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Nazim Panipati.
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro
Ghaghro na layo zulmi
Ghaghro na layo zulmi
Huk uthe hai sine mein
Ghaghro na layo
Ram kasam o bedardi
Ab maza nahi hai jeene mein
Ab maza nahi hai jeene mein
Ghaghro na layo
Patiya bhijhwade
Patiya bhijhwade raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro
bharatlyrics.com
Ghaghre nahi ab zamanao
Hogo ab riwaz purano
Reshwa ki sadi ladu
Tohe bheshan dar bana doon
Na na na na
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro
Na mangu main sadi tose
Na mangu main sadi tose
Na mangu main choli re
Na mangu sadi
Pahan ghaghro to sang khelu
Nis din prem ki holi re
Nis din prem ki holi
Jhulna jhulwade raja dewariya
Aagre ko ghaghro
Mangwa raja dewariya
Thare paiyan padu
Aagre ko ghaghro.