Gareebon Ka Hissa Lyrics - Lata Mangeshkar

Gareebon Ka Hissa lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ladli (1949). Gareebon Ka Hissa Philosophical soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo

Amiro amiro hume
Sukhi roti hi dedo
Amiro hume
Sukhi roti hi dedo
Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo

Jo pahle thi halat
Wahi hai hamari
Ye pahle bhi bukhe
Hai ab bhi bikhari
Ye pahle bhi bukhe
Hai ab bhi bikhari
Humesha se hai
Halat faile hue do
Humesha se hai
Halat faile hue do
Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo

Ye unchi imarat
Ye resham ke kapde
Na kutiya hi hamko
Na khadi ke tukde
Na kutiya hi hamko
Na khadi ke tukde
Hume bhi to apna
Badan dhapne do
Hume bhi to apna
Badan dhapne do
Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo

bharatlyrics.com

Agar rukhi sukhi
Ye khakar bachenge
To kal ko ye gandhi
Jawahar banenge
Agar rukhi sukhi ye
Khakar bachenge
To kal ko ye gandhi
Jawahar banenge
Inhe sirf jeene ka
Mauka hi dedo
Inhe sirf jeene ka
Mauka hi dedo
Gareebon ka hissa
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo
Gareebon ko dedo.

Gareebon Ka Hissa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download