Aaina Hai Kharab Lyrics - Aziz Ali

Aaina Hai Kharab lyrics, the song is sung by Aziz Ali from Rahat (2001). The music of Aaina Hai Kharab Ghazal track is composed by Aziz Ali while the lyrics are penned by Aziz Ali.

Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai
Kaise bataye dono mein
Ab kya kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai

Puchha tumhara shaher
Lutero ka shaher hai
Puchha tumhara shaher
Lutero ka shaher hai
Kehne lage nahi ke
Rasta kharab hai
Kehne lage nahi ke
Rasta kharab hai
Kaise bataye dono mein
Ab kya kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai

Tu hai jawaan haske
Na har ek baat kar
Tu hai jawaan haske
Na har ek baat kar
Achha hai tu magar
Zamana kharab hai
Achha hai tu magar
Zamana kharab hai
Kaise bataye dono mein
Ab kya kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai

bharatlyrics.com

Phoolo se pyaar kanto
Se nafrat na kijiye
Phoolo se pyaar kanto
Se nafrat na kijiye
Dono chaman ke hai
Ye tarika kharab hai
Dono chaman ke hai
Ye tarika kharab hai
Kaise bataye dono mein
Ab kya kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai

Kaahe kise bura kahe
Achha kahe kise
Kaahe kise bura kahe
Achha kahe kise
Mahol hi zamane ka
Sara kharab hai
Mahol hi zamane ka
Sara kharab hai
Kaise bataye dono mein
Ab kya kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai
Aaina hai kharab ke
Chehra kharab hai.

Aaina Hai Kharab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download