Aaj Achanak Tut Gaye Kyun Lyrics - Lata Mangeshkar

Aaj Achanak Tut Gaye Kyun lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kinare Kinare (1963). Aaj Achanak Tut Gaye Kyun Sad soundtrack was composed by Jaidev Verma with lyrics written by Nyaya Sharma.

Aaj achanak tut gaye kyun
Man bina ke tar
Man bina ke tar
Man bina ke tar
Man bina ke tar

Rimjhim ghumad kar ghir ghir aayi
Dukh ki ghor ghataye
Dil chahka hai man hi man mein
Gut gut kar mar jaye
Armano ka jala basera
Armano ka jala basera
Aansu hai lachar
Aansu hai lachar re
Aansu hai lachar
Man bina ke tar
Man bina ke tar

bharatlyrics.com

Nazro mein patwar khinch kar
Mathe ka singada
Dubi naiya dur hai aasha
Duba dur kinara
Kis se kahu main mere khivaiya
Kis se kahu main mere khivaiya
Le chal nadiya par
Le chal nadiya par
Le chal nadiya par
Man bina ke tar
Man bina ke tar.

Aaj Achanak Tut Gaye Kyun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download