Kadmon Mein Shama Ke Lyrics - Asha Bhosle, Sudha Malhotra

Kadmon Mein Shama Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Sudha Malhotra from Kinare Kinare (1963). Kadmon Mein Shama Ke Playful soundtrack was composed by Jaidev Verma with lyrics written by Nyaya Sharma.

Aa aa aa aa aa
Kadmon ke shama ke parwaane ae
Kabhi ee hanste hain
Kabhi rote hain aa aa aa
Daaman se lipat kar deewaane
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Daaman se lipat kar deewaane
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Kabhi hanste hain kabhi rote hain

Aa aa aa
Bekhudi ka ik andaaz liye
Aankhon mein sau sau naaz liye
Aa aa aa aa aa aa aa
Kuchh naghmon ki parwaaz liye
Kuchh soz liye kuchh saaaz liye
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Wo sun kar ishq ke ae afsaane
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Daaman se lipat kar deewaane
Kabhi hanste hai kabhi rote hain
Jee kabhi hanste hain kabhi rote hain

bharatlyrics.com

Aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Jazbaat ki masti doob gayi
Ashqon mein hasti doob gayi
Aa aa aa aa aa aa
Wo dil ki basti doob gayi
Saahil se kashti doob gayee
Saahil se kashti haan haan
Saahil se kashti doob gayee
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Saahil se kashti doob gayee
Saahil se kashti doob gayee
Saahil se kashti doob gayee
Saahil se kashti doob gayee ee ee
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Deewaane magar hain deewaane
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Daaman se lipat kar deewaane
Kabhi hanste hain kabhi rote hain
Jee kabhi hanste hain kabhi rote hain.

Kadmon Mein Shama Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download