Aaj Bhawar Mein Naiya Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Aaj Bhawar Mein Naiya lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Veer Bhimsen (1950). The music of Aaj Bhawar Mein Naiya Playful track is composed by Avinash Vyas while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak.

Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Chali pawan purvaiya
Kanhaiya tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

bharatlyrics.com

Aaj laaj sankat mein meri
Aaj laaj sankat mein meri
Aao mohan karo na deri
Aao mohan karo na deri
Tum bin kaun basaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena
Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena.

Aaj Bhawar Mein Naiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download