Sabse Bada Vidhata Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Sabse Bada Vidhata lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Veer Bhimsen (1950). The music of Sabse Bada Vidhata Playful track is composed by Avinash Vyas while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak.

Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata

bharatlyrics.com

Teer tante hi doori par
Pawan charan ruk jaata
Teer tante hi doori par
Pawan charan ruk jaata
Nupoor pahne
Nupoor pahne naritya karna
Wahi par lagata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata

Ghodo ki rakhwali karta
Teen ved ka gyata
Ghodo ki rakhwali karta
Teen ved ka gyata
Chand se suraj mukhde wala
Baitha gay charata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata

Ghodo ki rakhwali karta
Din dekhta jaata
Ghodo ki rakhwali karta
Din dekhta jaata
Chand se sundar mukhdewala
Baitha gaay charata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata

Jin hatho mein gada ghumti
Jaisa sankh bajata
Jin hatho mein gada ghumti
Jaisa sankh bajata
Aaj wahi samsha khati
Lekar ke bal chalata
Aaj wahi samsha khati
Lekar ke bal chalata
Sabse bada vidhata
Sabse bada vidhata.

Sabse Bada Vidhata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download