Aaj Je Daur Mein Lyrics - Jagjit Singh

Aaj Je Daur Mein lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Cry For Cry (1995). Aaj Je Daur Mein Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Sudarshan Faakir.

Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai,
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai,
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai

Jab haqeeqat hai ke
Har zarre mein tu rehta hai,
Jab haqeeqat hai ke
Har zarre mein tu rehta hai,
Fir zamin par kahin masjid
Kahin mandir kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein
Ae dost ye manjhar kyoon hai

bharatlyrics.com

Apna anjaam to maaloom
Hai sabko phir bhi
Apna anjaam to maaloom
Hai sabko phir bhi
Apnee nazron mein har
Insaan sikandar kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein
Ae dost ye manjhar kyoon hai

Zindagi jeene ke qaabil
Hi nahin ab faakir
Zindagi jeene ke qaabil
Hi nahin ab faakir
Warna har aankh mein
Ashqon ka samandar kyoon hai
Zakhm har sar pe har
Ik haath mein paththar kyoon hai
Aaj ke daur mein ae dost
Ye manjhar kyoon hai.

Aaj Je Daur Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download