Aaj Kuch Aur Hai Lyrics - Vijay Malla

Aaj Kuch Aur Hai lyrics, the song is sung by Vijay Malla from Justaju: Search (2005). Aaj Kuch Aur Hai Ghazal soundtrack was composed by Asad Ali Khan with lyrics written by Sabir Jalalabadi.

Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare

bharatlyrics.com

Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Meri shokhi ka
Meri shokhi ka jawaab haske shararat se diya
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aa gaya mujh pe unhe pyaar khuda khair kare
Khuda khair kare

Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Darde dil darde jigar unko kahan ka malum
Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ishq mein ab woh giraftaar khuda khair kare
Khuda khair kare

Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Pyaar ki baat chhupa lete hai hoshiyaari se
Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare
Ho gaye ab woh samaj daar khuda khair kare
Khuda khair kare

Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Ab talak ki thi akele hi mohabbat ki khata
Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj woh bhi ghunahgaar khuda khair kare
Khuda khair kare
Aaj kuch aur hai aasar khuda khair kare
Khuda khair kare
Karke nikale hai woh sringar khuda khair kare
Khuda khair kare.

Aaj Kuch Aur Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *