Aaj Pehlu Mein Dard Sa Kya Hai Lyrics - Parul Ghosh

Aaj Pehlu Mein Dard Sa Kya Hai lyrics, the song is sung by Parul Ghosh from Sawaal (1943). Aaj Pehlu Mein Dard Sa Kya Hai Sad soundtrack was composed by Pannalal Ghosh with lyrics written by Wali Sahab.

Aaj pehlu mein dard sa kya hai
Aaj pehlu mein dard sa kya hai
Kuchh nahi hai to phir hua kya hai
Kuchh nahi hai to phir hua kya hai

bharatlyrics.com

Tum bhi jab mera aasra na bane
Tum bhi jab mera aasra na bane
Phir na puchho ke aasra kya hain
Phir na puchho ke aasra kya hain

Yaad aate ho to yaad karti hoon
Yaad aate ho to yaad karti hoon
Ab bataao ke iraada kya hai
Ab bataao ke iraada kya hai

Zindgi tere baad nahi
Zindgi tere baad nahi
Is mohabbat ke siva kya hai
Is mohabbat ke siva kya hai
Aaj pehlu mein dard sa kya hai.

Aaj Pehlu Mein Dard Sa Kya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download