DOBARA NAHI LYRICS is recorded by Faheem Abdullah and Duha Shah from T-Series label. The music of "DOBARA NAHI" song is composed by Hyder Dar, while the lyrics are penned by Faheem Abdullah and Duha Shah.
Dobara Nahi Lyrics
Tujhe dekhne ki khatir
Main shabo roz jaga
Kahan nahi phira main
Main to dar badar hoon bhaga
Koi tujhse yeh to keh de
Koi tujhko karde aagah
Ki duaaon mein bhi maine
Ek sirf tujhko hai manga
Dobara yahi jaana nahi
Duniya se marjo gar jaani
Sahara mera milega nahi
Kya hai sukoon teri jaani
Dobara yahi jaana nahi
Duniya se marjo gar jaani
Sahara mera milega nahi
Kya hai sukoon teri jaani
Tere bin meri raatein adhoori hain
Tu hi hai mera sukoon
Tujhpe maine jaan ye vaari hai
Tu hi hai mera junoon
Tere bin main jeeunga kaise yun
Mit jaye mera wajood
Har shab yun hi tanhaa guzari hai
Tujhko na bula sakun
bharatlyrics.com
Ik arse se hain hazir
Dobara yehi khatir
Karde duaa me shaamil
Main hoon bas tere khatir
Tujhe dekhne ki khatir
Main shabo roz jaga
Kahan nahi phira main
Main to dar badar hoon bhaga
Dobara yahi jaana nahi
Duniya se marjo gar jaani
Sahara mera milega nahi
Kya hai sukoon teri jaani
