Aaja Aaja Lyrics - Sadhana Sargam

Aaja Aaja lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Faraar (1994). The music of Aaja Aaja Sad track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Aaja aaja aaja oo oo..
Aakhari saans tak iss
Dil mein tera pyaar rahega
Aakhari saans tak iss
Dil mein tera pyaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega
Aaja aaja aaja oo oo..

Aaja ve maahi pardesi
Teri raah niharun main
Aaja ve maahi pardesi
Teri raah niharun main
Aaja are aaja aaja aaja
Are aaja aaja aaja aaja aaja

Kasame na todungi main
Waade nibhaaungi
Saari zindagi main
Teri yaad mein bitaaungi
Kasame na todungi main
Waade nibhaaungi
Saari zindagi main
Teri yaad mein bitaaungi
Meri wafa pe mere dil ko aitbaar hai
Tujhape toh saathi meri
Jaan bhi nisaar hai
Tere bina jeena duhwaar hai
Aakhari saans tak
Iss dil mein tera pyaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega

Kuchh bhi zamana bole
Main toh na haarungi
Naam tera le leke main
Raat din pukaarungi
Kuchh bhi zamana bole
Main toh na haarungi
Naam tera le leke main
Raat din pukaarungi
Mana hai aaj meri nazaron se door tu
Hoga kahin na kahin saathi majboor tu
Milega kabhi mujhe jarur tu
Aakhari saans tak iss
Dil mein tera pyaar rahega

bharatlyrics.com

Aakhari saans tak iss
Dil mein tera pyaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega
Jab tak tu na aayega
Tera intzaar rahega
Aaja aaja aaja oo oo oo..

Aaja Aaja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download