Aake Tujh Par Aaj Kar Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar

Aake Tujh Par Aaj Kar lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar from Yateem (1989). Aake Tujh Par Aaj Kar Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Hasan Kamal.

Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi

Haan nahi hai tere gham pe
Mujhko kargar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi
Apne haatho main liye e
Kitane pathar zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi

O gham ki kaali raat pe
Mayus kyun ho is kadar
Gham ki kaali raat pe
Mayus kyun ho is kadar
Hoke khud apne andhero se
Pareshaan kyaa khabar
Raat toh mein chale shhama khat zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi

bharatlyrics.com

Pyaar tera meharbaan hai
Aur jahaa na meharbaan
Pyaar tera meharbaan hai
Aur jahaa na meharbaan
Phool ke badle mile hai
Dil ko zakhmo ke nishaan
Kyaa batau tujhako kitani sitaamghar
Zindagi
Aake tujh par aaj kar dun
Main nichhavar zindagi
Dil ko shayaad hi gham hi degi
Zindagi bhar zindagi.

Aake Tujh Par Aaj Kar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download